Stylopk.com
 
funny poetry lovely poetry



 

· Ker Donga Dil Pay Ye Sitam Tujko Bhula Donga By Sherry

· NEEND By M ASIF RIAZ

· Hum Ko Acha Laga By Akash

· bachpan By samiya

· Yaadain By Mazhar Rizvi

· Raat sunti rahi mein sunata raha By Nasir

· Mery behty Ansuo ny tujhy jab dua mai manga By Zaheer khAn

· Ye kaisi chahat hai By ANNIE    
·Na hota ya By syed yashwa
· Raat gumsum hai By syed yashwa    
· Mere Naseeb Main Tu Nahin Shayad By syed yashwa
· Main Jahan Rahoo By syed yashwa  
· Ek tere na hone se By ainee qureshi
· Zakhamii Yaad
 Ehsaas By Muzaffar Ali Haider Chishty
Zindagi AMJADS
.Tumbin AMJADS
love sms
submit poems
submit poetry
 

NEEND

   "k mujhko neend a rahi hai mujhko soney do

     k ab to jaan ja rahi hai mujhko soney do

     hazaar hain sitam zamaney k or us pr

     kisi ki yaad a rahi hai mujhko soney do

     hazaar koshishen kin mainey usko paaney ki

     pr ek chli na meri bas chli zamaney ki

     is dukh ko raat ki tanhai main simoney do

     k mujhko neend a rahi hai mujhko soney do

     k kaise uski yaad se main dil churaoonga

     mujhe to dar hai k khud ko hi bhool jaoonga

    k ab to dil ki bechaini ko chain honey do

     k mujhko neend a rahi hai mujhko soney
    do

    k jiski yaad main ek pal kabhi main so na ska

    siva us k main kisi or ka b ho na ska

    qismat se a hi gai neend to mat khoney do

     k mujhko neend a rahi hai mujhko soney do

 

 
  >